Ingredients :
1 kilo chicken
2 tbsp oil
dahi adha kilo
tikka masala 1 packet
salt , chilli to taste
koila (dhuni day nay kay liye)
Method:
1-Dahi ko achi tarhan phaint lain aur us main
sab masalay chicken kay saath daal dain 1 hour kay
kay liyay marinate kay layay chor dain.
2-Ek pain main oil daal kar us main marinate chicken
masala kay saath pakain us wakat tak pakain jab tak
taamam masala oil chornay lagay.
3-Akhir main koilay ko garam kar kay chicken main
pyaaz kay chilkay kay upper rakh kay dhoni dain (es
tarah tikka ka taste aaya ga)upper se cover kar dain
takay dhoona bahir na niklay 10 min kay liya.Now
serve with naan.