Ingredients :
badam girri 500 gram
sugar 500 gram
ghee 500 gram
khooya 250 gram
Zaafraan 2 masha
kiora 4 t spoon
Method:
1- badam pani main bhigo
dein ab chilkat utaar dein.
2- sill per bareek pees
lain. 250 gram pani main
cheeni dal ker qwaam tyaar
ker lain .
3- ghee main illaichi danna
dalai nub badam add ker dein
aur bohanain.
4- khusboo aanai per khooya
add ker dein . ab qwaam dal
dein chamach chalati jaian
khusk hone per Zaafraan aur
kiora add karain ghee chor
day to utaar lain.
5- dish main nikal ker barfi
ki tarha kat lain .mazadaar
halwa tyaar hai.