Ingredients :
aata 1 cup
water 2 glass
sugar 1 cup
oil2 cup
pista 2tbsp
almond 2tbsp cut into small
pieces
METHOD:---
1-ek pain main aata dal kar
us ko 5 min tak bohanain
spoon chalati rahain
2- us kay baad heat se utar
kar water daalain aur sugar
daalain spoon chalati rahain
3- phir us ko dubara heat
per rakh kar spoon saath
sath chalati rahain jab tak
pani khusk na ho jai
4-phir us main oil dal kar
bohanain 10 min tab tak jab
oil aatay se alag honay
lagay tu utaar lain us per
pista almond garnish karaain
5-aur garam garam servre
karan(agar sugar kam hai tu
aur dal saktay hain)